Kisaan Aur Saap Ki Kahani 🐍😱

Ek thandi raat mein ek kisaan ko raaste mein thithurta hua saap dikhai deta hai. 🐍 Kisaan ko us par daya aa jaati hai aur woh saap ki madad karta hai. Lekin jab saap ko hosh aata hai, toh woh kisaan ko hi das leta hai! 😱
🌟 Kahani Se Seekh: Doosron ki madad zaroor karein, lekin kisi par bhi aankh band karke bharosa na karein. 💯

🐍#saapkikahani #kisaankikahani #hindicartoon

Visit Now :- https://www.instagram.com/p/DeZjfKAzx-k/